Kala Yarkan (Hepatitis c) ka Desi Rohani ilaj in urdu

Kala Yarkan (Hepatitis c) ka Desi Rohani  ilaj in urdu

Kala Yarkan (Hepatitis c) ke virus ka talluq  flavivirus  se hai.Kala Yarkan (Hepatitis c) ka virus jism mein dakhil hone ke baad two se five hafte ke doran bimari paida karte  hani. Yahan yeh samjhna zaroori hai keh bimari paida hone ke baad kia alamat paida hoti hai. Agar hundred logon ko hepatitis C ho jaye to 15 se 20 log khood bakhood theek ho jate hain jabkeh 80 se 85 % log daimi sozish jigar yaaniKala Yarkan (Hepatitis c)  ka shikar ho jate hain. Agar ilaj na karwaya jaye to daimi sozish yani Kala Yarkan (Hepatitis c)  wale logon mein se tqreeban 20-25 % logon ka jigar sukar jata hai yani cirrhosis ho jata hai jabkeh 3-5 % lognon ko jigar ka cancer ho jata hai. Jinhein genotype kaha jata hai.
Kala Yarkan (Hepatitis c) ka Desi Rohani ilaj in urdu
mardana kamzori ka ilaj shadi course
hakeem imran kamboh

Post a Comment

0 Comments