Apnay hands ya other ghalat tareeqoon say Mani nikalna insani health aor uzw e tanasal ko bohat nuqsan pohnchata hai.Hamare country main aksar young generation is buri aadat ka shikar hain.kiyon k Un ko musht zani aor is qisam ki other bad habits par jati hain jo un ki jinsi zindagi yani sexual life aor jismani sehat yani body health ko tabah kar daite hain.seual organ is qabil nahein rahte keh wo thek tarah say sohbat ya Mubashrat kar sakein.Zikar yani penis ki hiss(senscetivity) barh jati hai aor har waqt sex karny ki khawahish rahne lagti hai.Is tarah dosree bohat see jinsee bemarian like Jaryaan aor Ehtalam surt e anzal azo khas ka tehra pan,sohbat sy pehly qatry ana, quwat e bah ki kami , jaiseebemariyan bhi paida ho jati hain.
0 Comments