Mardana kamzori,timing ki kami,surt e anzal,zakawat e hiss jaldi farig ho jana kay mareez aksar mujhy message baijhty hain aur yeh sawal karty hain.aik mardana kamzori k mareez ka sawal Aap se kuch mashwara karna ta Meri abhi 2 month pehle shadi hovi hy kabhi kabhi mai jaldi discharge ho jata ho or jab start and stop wali tecnich istimaal karta hon to 15 mint tak chala jata ho Mai chahta ho k timeing zara ziyada ho jaye koyu k time kam hone ki waja se mai 3 ya 4 bar intercourse karta ho Or dosri bat aksar yeh hota hy k jab mai foreplay karta ho to kafi tannao hota hy lekin jese hi intercourse ka irada karta ho tannao kam ho jata hy phir hath ki madad leni parti hai wese andr nahi jata tannao aata jaata hy.
Marda kazori zakawat e hiss aur timming ki kami kay mareez k liyay main ny us ko yeh nuskha tajweez kiya
0 Comments